Businessman और Saant के 2 Bakse ? Motivational Story in Hindi #motivationalstory

Businessman और Saant के 2 Bakse ? Motivational Story in Hindi #motivationalstory

Download Status

Businessman और Saant के 2 Bakse ? Motivational Story in Hindi | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Saant ke 2 bakse motivational story, powerful story on tough times

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ek bar ek bhaut he bada admi Vikram, Jo carodo pati tha,
businees me bhaut bada ghata kar,
Sadak par aa jata hai..
Loan chukane ke liye usse uska ghar, uski luxury gadiya
Sab chin gaya aur ristedaro ne bhi jab muh fer liya
“Us ghane junge ke bich me ek bhaut he gyani Saant hai
Wo beyshak teri sahayta karenge” ek dost ne bataya
Aur dil me beychaini aur aakho me usmmed liye
Pure 12 din jungle me bhatakte jab Vikram Saant se mila
“Kuch kehne ki zarurat nahi hai, mai sab janta hu” Saant ne bola
Aur Vikarm ke hath me 2 chote se chamkile bakse thama diye
“Khudki kabiliyat par bharosa karna
aur aj jab tere pas kuch bhi nahi hai
Ghar poch kar phela baksa kholna
Aur dusra baksa sirf tabhi khola jab tuje lage tune sabluch paa lia!
Aur phela baksa kholne pe VIkram ko ek chitti mila
Jisme likha tha “Bura Waqt Hai, Beet Jayega”
Aur Vikram ne himmat juta, khudko mehnat me jala
Agle 10 Sal me jab firse apna carodo ka business khada kar diya
Usko laga usne iss duniya me sabkuch paa liya
Aur jan wo dusra baksa khola aur ussme likha tha
“Accha Waqt hai, Beet jayega”

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Maa का Company में Hissa ? Heart Touching Motivational Story #motivationalstory

Maa का Company में Hissa ? Heart Touching Motivational Story #motivationalstory

Download Status

Maa का Company में Hissa ? Heart Touching Motivational Story | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
maa emotional story, mother motivation in hindi, maa ka balidan story

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
100 Crore ka revenue karne ke bad
Jab company ke founder Ashok ne
investors ke sath meeting rakhi
“Mr Ashokh ab ham company ko 10X se expand karne ke liye
Aur invest karne ke liye taiyaar hai”
Par sirf ek dikkat hai!” Ashok janta tha wo kya kehne wale hai
“Apne company ka pura one fourth hissa
25% Indra Devi ko de rakha hai, kon hai wo?
Hamne aj tak company me koi active involvement nahi dekha!”
Aur Ashokh ne bola “Sir mai apko apni bachpan ki ek choti si kahani sunata hu
Mere papa ek simple se watchman the
aur unki tankhwa se badi mushkil se ghar chalta tha
Aur ek waqt esa aya ki unki wo naukri chutne ke bad
2 waqt ki roti milna bhi mushkil hone laga
Ghar me jo bhi kahan banta uske 4 hisse hote
Ek Mera EK bhai ka aur maa aur papa ka”
Lekin muje yaad hai, pure 3 sal tak haar raat bas ek baat kehti
“Aj muje bilkul bhi bhuk nahi hai beta”
Na jane hamare liye ese kitne hisse chodke
maa raat ko bhuke pet soyi hai..
Mai 100% company Indra Devi ke nam kardu na
Fir bhi kam hai Sir!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Don’t Judge Too Quickly | Sad Motivational Story #motivation #story #motivatonalstory

Don’t Judge Too Quickly | Sad Motivational Story #motivation #story #motivatonalstory

Download Status

Don’t Judge Too Quickly | Sad Motivational Story | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Don’t Judge Too Quickly,motivational story in hindi, hindi motivational story, story for students

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye Ek Bhaut He Popular Kahani Hai
Jo tumhara sochne ka nazariya badal degi!
Ek bar ek budha baap, apne 25 Saal ke jawan bete ke sath
Train me safar kar raha tha.
Tabhi uska jawan beta khidki ke bahar dekh utthsah se bolta hai
“Papa! Dekho zara, sare peed piche ki taraf bhag rahe hai”
“Ha beta” budha baap muskurake bolta hai.
Unke same baithe ke couple ko ye bhaut ajeb laga
Aur tabhi “Papa dekho kaise badal hamare saath chal rahe hai!”
Aur iss bar budhe baap ko muskurata dekh us couple se raha nahi gaya
“Ap apne bete ko kisi acche doctor ko kyu nahi dikhate”
Aur baap ne bola “Saach batau? Ham log bas aj he hospital se wapas aa rahe hai”
“Toh kya iska illaj mumkin nahi?”
“Bura mat maneyega, par zindagi me kabhi bhi kisi ko itna jaldi judge nahi karna chahiye”
“Mera beta bachpan se blind tha,
aur aj he uski aakhon ka operation karwa ke ham wapas aa rahe hai!”

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Maa की Umeed | जब Himmat Tut Jaye इसे Suno | Motivational Story For Student #motivationalstory

Maa की Umeed | जब Himmat Tut Jaye इसे Suno | Motivational Story For Student #motivationalstory

Download Status

Maa की Umeed | जब Himmat Tut Jaye इसे Suno | Motivational Story For Student | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Motivational Story For Student, motivational video in hindi, umeed motivation, hope motivation

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ek bar assam me bhaut tez flood ata hai
Aur ek maa aur bete ka pura ghar beh jata hai
Lekin maa apni puri takat laga
apne 10 sal ke bete ko kaas ke pakad
ek lohe ke khambhe ko jadke rakhti hai
Uss kambhe ho chod teti to turant wo dono beh kar duub jate!
Aur pure 6 ghante bit ne bad baccha roote hue bolta hai
“Maa tera haath safed pad gaya hai, itna waqt ho gaya aur koi hame bachane nahi aya!
tu hath chod de, ham nahi bachne wale”
Aur tabhi maa ne bola
“Tuje pata hai beta 1950 me 2 doctors ne experiment ke liye
kuch lab rats ko pani se bhari hue Glass me dubne ke liye chod diya
Aur pure 15 minute koshish karne ke bad wo dub gaye.
Doctors ne firse kuch chuho ko pani me choda
Aur iss bar jese he wo dubne wale the, unko bahar nikal kar bacha liya”
Aur fir kuch samay bad unko firse usi glass me rakha!
Iss bar wo pure 60 Ghante tairte rahe! Pata hai kyo?
Kyoki iss bar unke pas ummed ka hathiyar tha ki koi unhe bacha lega!
Zindagi me jab bhi give up karne ka man kare, ummed maat chodo!
Aur apna karm karte raho!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Failure Student का Papa को आखरी Phone | Motivational Story for Students #jee #studymotivation

Failure Student का Papa को आखरी Phone | Motivational Story for Students #jee #studymotivation

Download Status

Failure Student का Papa को आखरी Phone | Motivational Story for Students | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
iit motivation, jee motivation story, motivational story, failure story

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Apne Hostel ki chat ke kinare pe baith kar,
aankhon me aansu liye JEE dropper Rishab apne papa ko phone karke bolta hai
“Papa, iss baar bhi JEE ka exam bhaut bura gaya hai,
mujhe sharam aa rahi hai khudpe, yaha pe Kota me apke mehnat se kamaye laako rupee mai pichle 2 sal se barbad kar raha hu, par ab aur nahi! I give up papa” bolkar Rishan niche kudne ke liye himmat juta ta hai
“Par Mai apse bahut pyyar karta hu papa, please muje maaf kar dena” aur tabhi
“Arey bhaisab? Mere bete ki awaz nikalke kyu mazak kar rahe ho”
“Papa kya bol rahe ho, sacch me mai he hu!”
“Arey mazak mat karo, mere bete ko phone do, mera beta na, kabhi give up kar he nahi sakta! Na he wo kabhi har sakta hai, kyoki wo janta hai ki uska baap pichle 30 saal se har din suba 8 baje se leke sham ke 8 baje tak, har pal hallato se, duniya se sabse,laad raha hai! Aur apne aur apne bete ke bhi hisse ka wo haar chuka hai!
Ab tuje toh jeetna mere sher! Is 2 kodi ki exam se bhaut bada hu!
Ye sunkar Rishab apne kadam piche mod leta hai!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Dard Ka सिर्फ 1 इलाज Hai | Motivational Story in Hindi #motivationalstory

Dard Ka सिर्फ 1 इलाज Hai | Motivational Story in Hindi #motivationalstory

Download Status

Dard Ka सिर्फ 1 इलाज Hai | Motivational Story in Hindi | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | Kahaaniale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
story about pain, pain motivation, pain hindi motivation, motivational story on pain in hindi

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
EK bar ek bahut he garib insaan fate purane gande kapde pahan
Doctor ke pas jake bolta hai
“Dr Sahab, Ye janlewa bimari ka dard mujse sehan nahi ho raha,
Apki di hui dawai bhi ab mujpar kam nahi kar rahi!
Aur kal toh maine apni maa ko bhi kho diya
Ab ye akelapan garibi aur dukh mujse sehan nahi hota!
Mai haath jodta hu apke agar koi illaj hai toh muje bata di jiye?”
Aur Dr muskurakar bolta hai
“Jab dard aur dukh par koi dawai kam na kare tabhi kam ati hai duniya ki sabse behtareen medicine Hasi Laughter!”
Gaw me har din thik 8 baje ek Joker chorahe pe free me logo ko khub hasata hai
Aksar jab mai apne patience ke dukho se udas ho jata hu uske pas chala jata hu
Aur ye sunte he“Shayad dard ka sirf ek he illaj hai, akhri saas tak usko sehan karna!”
“Arey esi negative baate mat karo, chalo mere sath uss joker se milwata hu tumhe!”
“Laughs Happy to Sad, Mai he wo joker hu sahab, jo duniya ko hasata hai!
Aur dard ka sirf ek saccha ilaj hai ki hame usko sehna hai! ”

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Best Motivational Story for Students – Papa समझते नहीं है | Avyansh (Part 1)

Best Motivational Story for Students – Papa समझते नहीं है | Avyansh (Part 1)

Download Status

Best Motivational Story for Students – Papa समझते नहीं है | Avyansh (Part 1) | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Best Motivational Story for Students, Avyash (Part 1), motivational story in hindi, parents motivation

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Avyansh ek middle class family se tha
Jiske parents uss se bhaut pyyar karte the
Par paiso ki hamesha kami rehti
Jis se wo uski saari icchaye puri nahi kar pate.
Aur iss baat ka Aviyansh ko bhaut gussa tha
Aur ek din, apne dosto ko dekh kar Avyansh ne KTM bike karidne ki zid pakdi!
“filhal mai bike nahi dila sakta bacche” uske papa ne bola.
“Kyu Nahi dila sakte! Baki kai dosto ke pas hai” Avyansh chilla kar bolta hai
“Ap kabhi kuch nahi dilate muje”
“Pichle he mahine ko cricket kit dilayi thi bacche” papa shanti se bolte hai
“Ha toh ye kyo nahi dila dete”
“Chote ho tum bacche, iss liye!”
Aur gusse me wo kuch esa bol deta hai jiska usko badme bhaut regret hota hai
“Mai chota nahi hu! Apki Jeb choti hai!
Agar acche se pal nahi sakte the toh muje janam he kyu diya”
Ye sun kar ek Aadtis sal ka insaan jo aj tak kisi ke samne nahi roya
uski aakhon me assu aa jate hai.
Aur tabhi pas khadi uski mummy Avyansh ko zor se thappad marti hai
“Bhaut dikkat hai na tuhje hamse! Ja Nikal ja ghar ke bahar!”
“Aur maro mummy, thak gaya hu mai apni is bloody middle class zindagi se!”
“Aj tak maine tujse chupa ke rakha! Agar tujme himmat hai toh ye saach sun!”
Avyansh ki mummy ke ye bolne par uske papa tutant uska hath pakad ke usko rokte hai
aur Tabhi wo Avyansh ko apne saath room me lock karke apne pariwar ka ek esa secret bata ti hai! Jis se Aviyansh bikar jata hai!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

अच्छा इंसान बनने के 10 आसान तरीक़े | Motivational Status | Rj Kartik | Whatsapp Status #Shorts

अच्छा इंसान बनने के 10 आसान तरीक़े | Motivational Status | Rj Kartik | Whatsapp Status #Shorts

Download Status

@RjKartik ~ Check out my new Story every Monday Morning @ 9 : 30 on my official channel !!
#motivation
#motivationalvideo
#motivational
#rjkartik

Follow on Facebook –
Follow on Instagram –
Follow on Twitter –

Best Inspirational Story in Hindi By Narendra Modi | Motivational Story in Hindi | Motivation Mitra

Best Inspirational Story in Hindi By Narendra Modi | Motivational Story in Hindi | Motivation Mitra

Download Status

Narendra Modi inspired people through a true story and this story is about a boy named Kishore. This story is a true incident with Narendra Modi and we can learn a lot from this story. Therefore, you must watch this video.

Narendra Modi used to go to Vadnagar from Vadnagar sometimes inside the train. A 12-15 year old teenager who had polio Body below the waist was not working He barely got inside the train His dirty clothes were like a beggar But he didn’t beg And he used to go to everyone and request Give me a boot polish.

Special Thanks and Voice Credit:-

Your Video Queries:-
Best Motivational Story in Hindi
Best Inspirational Story in Hindi By Narendra Modi
Narendra Modi Motivational Speech
Best Inspirational Story in Hindi

? Motivation Mitra को फॉलो करें ??

?
?? Facebook:-
? Twitter:-

// ATTRIBUTION //

Music: YouTube Audio Library
Video Footage: Royalty-Free Photos & Videos are from websites like Pixabay, Pexels, etc.

FAIR-USE COPYRIGHT DISCLAIMER

Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

1)This video has no negative impact on the original works (It would actually be positive for them)
2)This video is also for teaching purposes.
3)It is not transformative in nature.
4)I only used bits and pieces of videos to get the point across where necessary.