Bihar के Ladke ने Albert Einstein को Challenge किया | Motivational Story #motivationalstory

Bihar के Ladke ने Albert Einstein को Challenge किया | Motivational Story #motivationalstory

Download Status

Bihar के Ladke ने Albert Einstein को Challenge
किया | Motivational Story #motivationalstory

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye Saachi Kahani Science ke har student ka Dil tod degi!
1969 me Apollo Spacecraft ke launch ke thik phele
NASA ke 31 computers puri tarah se shutdown ho jate hai tab ye Bihar ka ladka pen aur papers se jo complex calculation karta hai, computers ke turn on hone pe bikul sahi sabit hoti hai!
Sirf itna he nahi University of California se apni PHD hasil karne ke bad unhone etihas ke sabse bade scientist albert einstein ki theory of relativity yaha tak ki Gauss’s theorem ko bhi challenge kar diya tha!
Aur sirf kuch saal videsh me students ko padha kar wo lakko dollars ki naukri chod,
apne desh bharat wapas laut kar IIT Khanpur me padhane lage.
Par dukh ki bat ye hai ki aj kisi ganne par lispsync kare walo ke laakho followers hai
aur ye hai us insan ki dil tod dene wali gumnam tasver.
1970s me unko ek serious mental bimari schizophrenia ho jati hai
Jiske bad unki patni unse divorce le leti hai..
Pure 30 Sal alag alag psychiatrist institute me sanghar karne ke bad finally 2019 me Patna me Dr apni akhri saas lete hai!
Jinke dehant ke bad 2020 me sarkar ne unhe padmashree se nawaza.

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,

Unstoppable कैसे बने? | Best Motivational Story in Hindi #motivationalstory

Unstoppable कैसे बने? | Best Motivational Story in Hindi #motivationalstory

Download Status

Unstoppable कैसे बने? | Best Motivational Story in Hindi | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Unstoppable motivation, Motivational Story in Hindi, motivational video in hindi

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye Kahani hai 2 world ke sabse behtareen boxers ki,
Jo finals me ek dure ko khun se latbat kar chuke che!
Unki Aakho se muh se, khoon ki dhaare beh rahi thi,
Aur Rule simple sa tha, jo akhir tak kada raha wahi jeetega!
Aur ladkhadata Junaid apni sari shakti ekatrit kar,
Bajrang ke pet me non stop teevra gati se 50 mujke jadke
Bajrang ke ribcage pe deadly Liver punch marta hai
Bajrang dard se chillake, muh se khun thook
Zameed par dwast ho jata hai ab koi chamtak he use khada kar sakta tha!
Junaid aur stadium me baithe har inan ko laga ki Junaid Jeet gaya!
Sab uske liye cheer kar rahe the aur acchanak se sannata ho gaya!
Kyoki Bajrang khoon se nahya hua, fir khada ho,
uski taraf beykhauf daud ke, uske muh pe ghatak left hook punch marta hai
Jiske bad Junaid beyhosh ho gaya!
“Ye impossible hai! Ap puri fight Junaid se mar khate rahe
aur usks ghatak liver punch ke bad aj tak koi player utha nahi hai!
Ap me ye kaise kar dikhaya” interviewer puchte hai.
“Jundais bhaut behtareen player hai,shayad mujh se bhi behtar,
lekin aj Ring me pair rakhte waqt maine khudse wada kiya tha
Ki aj, ya toh mai trophy leke ring ke bahar pair rakhuga, ya meri laash ring ke bahar jayegi!
Jeeta wahi hai jo maidan me marrke ne liye taiyaar hai!”

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️