Razdaan | Badnaam | Soham Naik | Hindi Song | Romantic Songs 2022 | Sad Love Story 2022 | Full Video

Razdaan | Badnaam | Soham Naik | Hindi Song | Romantic Songs 2022 | Sad Love Story 2022 | Full Video
Razdaan | Badnaam | Soham Naik | Hindi Song | Romantic Songs 2022 | Sad Love Story 2022 | Full Video

Download Song

Song : Razdaan
Singer : Soham Naik
Album : Badnaam
Lyricist : Shakeel Azmi
Music : Harish Sagane
Director : Krishna Bhatt
Cast : Priyal Gor, Mohit Sehgal
Music : Label Zee Music Company

#Razdaan | #SohamNaik | #Badnaam | #RomanticSongs | #HindiSongs | #SadLoveStory

Lyrics :
Jinda hoon ankhon mein teri
Honthon pe fariyad bhi hoon
Main zindagi main hoon teri
Main maut ke baad bhi hoon

Aao na zariya na aaun
Rehta tere paas hoon main
Rakhle mujhe dhadkanon mein
Tera hi ehsaas hoon main

Tu jidhar jayegi main udhar jaunga
Doob kar tujhme hi main ubhar jaunga
Pyaar hoon main tera kaise mar jaunga
Razdaan oh razdaan

Tu jidhar jayegi main udhar jaunga
Doob kar tujhme hi main ubhar jaunga
Pyaar hoon main tera kaise mar jaunga
Razdaan oh razdaan

Maujood hoon main ke hone ko mere
Tera zara sa yaqeen chahiye
Mujhko falak se utarne ki khatir
Thodi si teri zameen chahiye

Mauzood hoon main ke hone ko mere
Tera zara sa yaqeen chahiye
Mujhko falak se utarne ki khatir
Thodi si teri zameen chahiye

Dhuan hoon dhuan hoon main vehmo guma hoon
Haqikat bana le mujhe
Andhera hoon lekin nighahon se chuke
Tu dede ujaale mujhe

Khamosh rehta hoon lekin
Main teri awaaz bhi hoon
Marna bhi aata hai mujhko
Jeene ka andaaz bhi hoon

Tu jidhar jayegi main udhar jaunga
Doob kar tujhme hi main ubhar jaunga
Pyaar hoon main tera kaise mar jaunga
Razdaan oh razdaan

Jhonka hawa ka jo chhuta hai tujhko
Uski chuwan mein mera lams hai
Sheeshe mein jo hai woh chehra hai tera
Chehre mein lekin mera akhs hai

Jhonka hawa ka jo chhuta hai tujhko
Uski chuwan mein mera lams hai
Sheeshe mein jo hai woh chehra hai tera
Chehre mein lekin mera akhs hai

Har ek din savere teri aankh se main
Nikalta hoon banke subhah
Tere saath tha main tere saath hoon main
Kahaan hoon main tujhse juda

Yeh zindagi lakh badle
Main iske har roop mein hoon
Andekhe saaye ke jaisa
Rehta teri dhoop mein hoon

Tu jidhar jayegi main udhar jaunga
Doob kar tujhme hi main ubhar jaunga
Pyaar hoon main tera kaise mar jaunga
Razdaan oh razdaan

Tu jidhar jayegi main udhar jaunga
Doob kar tujhme hi main ubhar jaunga
Pyaar hoon main tera kaise mar jaunga
Razdaan oh razdaan

Download Video and Mp3 Song Razdaan | Badnaam | Soham Naik | Hindi Song | Romantic Songs 2022 | Sad Love Story 2022 | Full Video