Download Status
Bayrozgar और Nalayak Beta | Emotional & Motivational Story in Hindi |Motivation QuoteShala|QuoteWale Bhaiya| KahaaniWale Bhaiya
? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.
➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –
✅ Topics Covered
Motivational Story in hindi, maa aur beta motivational story, bayrozgar beta motivational story, emotional sad story
? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye Kahaani Hai Ek Ladke Madhav Ki Jisko puri duniya failure
aur uske papa nikkama kehte the!
“Madhav aj tu graduate ho gaya! Ab gaw ka ghar chod sehar jake naukri kar!”
Aur papa ki baat man bike pe jab wo sehar ki taraf nikalta hai,
2 ghante me he wo wapas aa kar bolta hai
“Meri bike me puncture ho gaya, kal jaunga”
Agle din jab wo firs se sehar ki taraf nikalta hai,
“Ped girne ki waja se raasta block hai, kal jaunga”
Uske papa samaj jate hai ki wo bahane bana raha hai
Aur agle din “Papa aj toh rassta me bahad aa gayi, kal pakka jaunga”
Madhav ke bolte he!
“Nikamma ho gaya tu, mehnat karne se katra ta hai! Darpok!”
Madhav ye sunkar bhaut dukhi ho jata hai
Aur pure 2 sal har din wo ghar chodne ki koshishkarta par akhir me wasap laut ata
Sab log use bayrozgar aur failure bolte hai aur ek din acchanak se Madhav ki mummy guzar gayi. Wo agle din sehar ki taraf nikla, aur iss bar wapas nahi aya, 5 Sal me wo ek bhaut bada aur successful businessman ban gaya aur uske papa ne uss se pucha
“Madhav beta tu itna kabil tha toh 2 Sal tak ghar kyu nahi choda tune?”
“Bhaut koshish ki papa, par har bar jate waqt jab rare view mirror se maa ki aakhon me assu dekhe, mai nahi ja paya”
“Mera ghar meri maa thi, uske jati he sab chut gaaya”
✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @
? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️