UPSC Aspirant की Struggle ? UPSC Motivational Video | IAS Motivation | UPSC MOtivational Story | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya
? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.
➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –
✅ Topics Covered
UPSC Aspirant की Struggle, UPSC motivational story, IAS motivation
? KahaaniWale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye kahani hai ek UPSC Aspirant Jayraj ki
jo apni job ke sath preparation bhi kar raha tha
Sahar me job lagne ki waja se apna gaw ka ghar chod
Ek chote se kiraye ke kamre me akela rehta
Toh Subha 5 baje uth ke wo sabse phele padhai karta
Apne liye khud khana banata aur 8 baje ki bus pakad,
30 minute kade khade, apni office pochta.
Aur sham ko ghar wapas aa bhaga dauda coaching centre pochta.
Ye silsila pure 3 mahine chala aur dhire dhire jab office ka kam badhne laga
Ek din pareshan ho kar apne coaching ke master se bola
“Sir! 9 ghante ki office, aur shuba sham milake 6 ghante ki padhai
Din ke 15 ghante lagadar machine mehnat kar raha hu!
Office ke colleagues aram se ghar jake chill karte hai
Aur mai weekends ko bhi padhai karta hu, koi friend circle nahi bacha
Sab kitabhi keeda kehte hai! Meri life me kuch bhi normal nahi hai!”
Aur teacher ne usse ek sawal pucha jisne uska nazariya badal diya
“Har sal India me kitne students Engineers bante hai?” “15 lakh ke kareeb Sir”
“Aur kitne log IAS bante hai?” Jayraj samaj gya master kya kehna chahte the
“Sirf 150 se 200 log Sir” “Beta Jinki aakhon me itna bada maksat hota hai
Wo ek normal zindagi ki chahat nahi rakhte!
Greatness ki ek kimmat hoti hai
Jo IAS ban ne ke liye, har aspirant ko chukani padti hai!
✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @
? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️