5 Habits of Intelligent Students ? Best Study Habits for Students | Study Motivation | Study Tips | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya | Habits of Intelligent Students | Student Motivation | Habits of Toppers
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.
➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –
✅ Topics Covered
5 Habits of Intelligent Student, Habits of Successful Students, Topper Habits, Study Motivational Video, Best Study Tips, Topper Tips
➡️ About The Video
Kya aap janana chahte hain ki kaise intelligent students apni padhai mein kamyabi paate hain? Is video mein hum aapko batayenge un 5 aadaton ke baare mein jo intelligent students apnate hain, aur jinse unki padhai aur bhi behtar hoti hai. In aadaton ko apnakar aap bhi apni padhai mein bhaut bhetar kar sakte hain. ?
? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Chote Bhai Choti Bhen
Kya tum ek intelligent student ho ya nahi?
Jo aj ham pata layenge ek 50 marks ke surprise test se!
Jaha mai tumhe Intelligent Students ki 5 Habits bataunag
Aur agar tum bhi wo follow karte ho!
Toh har habit ke liye khudko 10 Marks dedo!
Agar tumhara score 30+ aya! Matlab tum bhaut sharp ho!
Habit 1 Vikram Sarabhai ho ya Albert Eninstine
Har intelligent insaan hamesha curiosity se bhara rehta hai
Aur jaha bevkoofo ke pass sare jawab hazir hote hai!
Intelligent students hamesha anginat sawal puch puch ke
Teachers ki naak me dum kar dete hai?
Habit 2 Dumb Students Bigboss jitne wale log
Jo ab sharb ki add karne lage hai usnko bhagwan mante hai
Lekin Intelligent students Sandeep Maheshwari aur Abhi and Niyu
Jese logo ki videos dekhte hai
Habit 3 Intelligent students pe jab bhi koi musibat ati hai
Toh sabse phele wo apne parents se help mange hai
Kyoki wo jante hai ki parents kabhi bhi unka bura nahi chahenge
Lekin dumb students apne immature dosto se salah lete hai
Habit 4 Intelligent students maximum din ke bas 2 ghnate internet use karte hai
Lekin maediocre students minimum 4 se 5 ghante reels scroll karte hai
Finally Habit 5 Intelligent student ko jab koi creticise karta hai
Toh wo unse sikhte hai lekin dumb students usne jaghadne lagte hai
Apna Score comment kardo!
✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
UPSC Motivation ? Motivation Videos @
? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️