Lyrics:
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
[Verse 1]
Lagre ye tense (Tense), meri ab baatein na sun paate ye bina liye offence
Chahiye nahi friends, par chahiye dono mujhe, beamer ek benz (Dono)
Banra nahi sense (Sense), kare kyun pray for my end?
Uthaake pen, main lene na dunga ab chain
I’ll come back and do it again (Yeah)
Industry waale hai dost nahi
Jo daaltе hai photo ek roz nayi
Afsos hai mujhe, afsos nahi karta
Compose main karta hun, posе nahi (Na)
Aaya main kahan se kahan tak
Raaste ghatak, dekhe hai maine bhi badalte roop
Par chodda nahi aaj tak, karun ye last tak
Jab tak iss dharti pe dhoop
Pala main wo jagah jahan sab covid se pehle the masked up
You know that I’m the truth
Don’t make me bring up the past
Ab khulenge raaz, ab hogi phir galti mehsoos
Look at the time it took
Nikalne ko lage line me nukhs
Jaaunga kal, dikhayenge dukh
Par andar se toh ye ho jaayenge khush (Yeah)
Puche ye “Tu kyun hai stressed?” (Stressed)
Tere paas sab kuch hai, tu kyun depressed?
Hota tha heart of gold, ab heart hai cold
Just like the shoulders I used to get
Mann me rakhi hai baatein (Baatein)
Phir bhi shikayat na ek (Ek)
Jis jagah pe nazar ye baandhe (Baandhe)
Uss jagah ke laayak na ek (Na)
[Chorus]
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
[Verse 2]
Bolun toh bolun main kya
Jab diya na saath, toh chhodun main kya? (Kya?)
Ye gaane hai mere gawah, kabhi in haatho ko jodunga na (Na)
Suni hai maine bhi baate (Aye)
Sune hai maine bhi taane (Aye)
Suni thi meri ye raatein, jab milte the phool toh bhare the kaante (Aye)
Aaj tere aur mere na naate
Toh haath milane kyun mere aur aate (Aye)
I don’t give a fuck, I’m kickin’ up dust
Na baandhenge meri ye laate (Aye)
Kismat ne jo bhi parosa
Haan kara bharosha hai, I knew that I could
Yeah it’s true, not that I blew
They sayin’, they always knew that I would
Dekhe the maine, wo days the gray
Raatein kaali, on that paperchase
Chodein ni maine ye paper plain
Sapno ke bane yahan paper planes
Karta raha hustle, main karta raha grind
Sochke aata hai sabhi ka time
Bolta tha god “Just give me a sign”
He made me a dollar, out of a dime
Only right, it’s only right (Right)
I stand my ground and I fight (Fight)
Trusting that days get bright, after the loneliest nights
It’s only right, only right
Ye banke ghume parchai
Ek din main rakhunga niche ye mic
Par aaj wo din na hai bhai, dekh
[Chorus]
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
Aaya main kahan se kahan tak
Manzil hai meri par door
Aaya main kahan se kahan tak
Rukna na mujhe manzoor
——————————————————————————————————————
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for “fair use” for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
TAGS:
#kahatak $krsna #timewilltell #beefit
kaha tak,
kaha tak krsna reaction,
kaha se kaha tak,
kaha tak yeh man ko andhere,
krsna kaha tak reaction,
kaha tak reaction,
kaha tak krsna,
shihab chottur kaha tak pahucha,
kaha se kaha tak reaction,
shihab kaha tak pahuche,
krsna kaha tak,
passport kaise check kare kaha tak aaya hai,
vande bharat express kaha se kaha tak chalti hai,
krsna reaction kaha tak,
pan card kaha tak pahucha kaise pata kare,
shihab bhai kaha tak pahuche,
busy kaha der tak rahi pawan singh,
dwand kaha tak pala jaye yudh kaha tak tala jaye,
kaha tak krsna status,
reaction on krsna kaha tak,
passport kaha tak aaya hai kaise check kare,
kaha tak lyrics,
kaha tak reaction krsna,
kaha tak status,
atm kaha tak pahucha kaise check kare,
jab tak baithne ko na kaha jaye dialogue,
kaha tak yeh man ko karaoke,
reaction on kaha tak,
kaha tak krsna reaction by foreigners,
shihab chottur kaha tak pahucha today,