Papa Petrol Pump Worker! बेटा बना IAS ? UPSC Motivational Video #upsc #upscmotivation

Papa Petrol Pump Worker! बेटा बना IAS ? UPSC Motivational Video #upsc #upscmotivation
Papa Petrol Pump Worker! बेटा बना IAS ? UPSC Motivational Video #upsc #upscmotivation

Download Status

Papa Petrol Pump Worker! बेटा बना IAS ? UPSC Motivational Video | UPSC Motivational Story | Motivation QuoteShala | Quotewale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
UPSC Motivational Video, upsc motivational story, upsc story in hindi, ias motivation

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye Kahani Hai Ek ladke ki,
Jo bachpan se he padhai me ek average student tha
Lekin jab har din wo apne papa ko 12 Ghante Pertolpump ke kam karte dekhta
Uska dil dil dukhta, Aur papa ke pairo ke dard se guzarta dekh
Usne than liya “Ki ek din mai esa kuch zarur karunga,
jis se mere pariwar ki paristhithi badal jaye”
Aur kuch salo bad ek din uske dadaji, jo apni akhri saase gin rahe the
Usko phone karte hai “Beta shayad aj ham akri bar baat kar rahe hai
Toh muje wada kar ki hamesha apne dadaji ka mastak garv se upar rakhega
Aur hamare parivar me pidhio se jo sangarsh chal raha hai usko tu aant karega”
Jiske bad unhone apni antim saas li
aur tabhi us ladkne ne than liya ki wo ek din IAS banega!
Graduation puri kar jab usne UPSC ki taiyari karne Delhi jane ka socha
Uske papa phele se he karz me the, par apne bete ke liye apna ghar bech
Usko delhi padhne bheja!
Pheli bar apna ghar chodne ki waja se
Preparation karte karte aksar wo maa baap ki yaad me roota
Usne sara social media apps Insta, FB aur Whatsaap sab delete kar diya
Aur apne pariwar ke liye khub mehnat kar
2018 me 93 Rank se UPSC clear kiya,
par bas ek rank se piche reh wo IAS nahi ban paya!
Par usne haar nahi mani aur ek bar fir 2019 me puri siddhat se mehnat kar
UPSC rank 26 la Pradeep Singh ne apna aur apne pariwar ka sapna pura kiya!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️