Why 1% Students Achieve their GOALS? ? Goals Motivational Video #studymotivation

Why 1% Students Achieve their GOALS? ? Goals Motivational Video #studymotivation
Why 1% Students Achieve their GOALS? ? Goals Motivational Video #studymotivation

Download Status

Why 1% Students Achieve their GOALS? | Goals Motivational Video | Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KhaaniWale Bhaiya #shorts

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Goal motivational story,student tips and tricks,study tips and tricks,goal setting

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Naye academic year ki shurat me
jab teacher ne sabko Goals set karne ko bola
“Har sal sirf 1% Students he apne goals achieve kar pate hai”
teacher ne sabko warn kiya
“Mai iss sal sports me bhaut aage jaunga!”
“Mai toh Class me too karunga”
Sab baccho ne bade bade saapne dekhe
Lekin jab sal khatam hua sirf Madhav ne ap na goal achieve kiya tha
“Madhav beta tum toh us 1% me aa gaye ho
Jo apna Goal acheve karte hai! Sabko apna secret toh batao!”
As students kisi bhi goal ko achieve karne ke 4 simple tricks hai!
Trick 1
Mostly ham goal setting ke badle
Ek bada sa sundar saapna dekhte hai!
Jaise ki mai Class me top karunga!
Jo bas ek wishful thinking hai!
Asli goal hamesha specific hote hai
Ki mai iss sal daily padhai aur test dunga!
Aur pichli class se minimum 15% better karunga!
Trick 2
Hamesha apne Goal ko likho!
Harvad ki ek study ke according jo log apne goal likh hai
Unke Goal achieve karne ke possibility bhaut badh jati hai
Trick 3
Goals set karne ke bad hamesha unko ek date aur time allot kardo!
Kyoki Deadline ke bina mind procrastination karne lagega!
And finally Trick 4
Har week agar tum apni progress ko excel sheet ya apni journal me track karoge!
Toh iss se tumhara motivation badhta rahega aur 100% goal achieve dhoga he!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

1 Mistake! Sapne Kabhi Saach नहीं होंगे! Motivational Video For Students #studymotivation

1 Mistake! Sapne Kabhi Saach नहीं होंगे! Motivational Video For Students #studymotivation
1 Mistake! Sapne Kabhi Saach नहीं होंगे! Motivational Video For Students #studymotivation

Download Status

1 Mistake! Sapne Kabhi Saach नहीं होंगे! Motivational Video For Students | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
1 Mistake! Sapne Kabhi Saach नहीं होंगे, motivational video, goal setting

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye ek galti kabhi mat karna,
Warna tumhare sapne kabhi nahi honge!
Class 9th me jab Ayush aur Sikha ne Top kiya
“Next year 10th hai, batao tum dono ne goals set kiye hai?”
Teacher ne pucha aur bade confidently Ayush ne bola
“Ma’am iss sal ki tarah next year bhi Top karunga
Par sirf apne class me nahi balki pure state ka topper banunga”
Aur pura class ne uske liye cheer kiya aur taliya bajayi.
Aur Sikha ne bola “Maine ab zyada socha nahi hai”
Aur jab wo class 10th me aye
Class ke sare bacche Ayush ko State Topper keh ke bulate
Even teachers bhi usko bar bar prase karte
Lekin jab final exam ka result aya! Pura class shock ho gaya!
Kyoki Ayush state topper to dur apne class me he 5th rank laya tha
Aur Sikha issbar class topper ke sath sath state topper bhi bani!
“Sikha ye kaise ho gaya?” Aysuh ne bade dukh se pucha.
“Wo issliye Ayush ki tune ek bhaut badi galti kar di”
NYU ke ek psychology professor Peter Gol Wit Zer ke dyara
Published ek research ke according
hame kabhi bhi apne goals publicly nahi batane chahiye!
Kyoki logo ke validation milne se, jaise sab tuje topper bulate the
Hame Bilkul wesa feel hota hai jaise hame sach me apna goal achieve kar liya!
Aur ham usko pane ka motivation kho dete hai!
Toh apne sapno ko apni girlfriend ki tarah secret rakho!