1 Reason क्यों तुम्हारा कोई Dost Nahi Banta! ? Motivational Story for Students #motivationalstory

1 Reason क्यों तुम्हारा कोई Dost Nahi Banta! ? Motivational Story for Students #motivationalstory
1 Reason क्यों तुम्हारा कोई Dost Nahi Banta! ? Motivational Story for Students #motivationalstory

Download Status

1 Reason क्यों तुम्हारा कोई Dost Nahi Banta! ? Motivational Story for Students | Friendship Story | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
friendship story in hindi, friendhip motivation

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Kanishk aksar apne din ka sara waqt kitabo ke saath bitata
Sirf 16 saal ka hone ke bawjud bhi
Duniya ke sare bade entrepreneurs ki kitabe padhta aur podcast sunta
Aur usne than liya tha, ki ek din wo ek bhaut successful admi banega
Lekin jab uski mummy ne uski birthday party rakhi
Ye sunkar uska dil toot gaya ki mummy ke bulane par bhi
Uski school ka koi bhi classmate nahi aya!
Aur tab usko pheli bar realise hua ki uska toh koi dost he nahi hai
Ayr wo bilkul akela hai
Aur uske koshish karne ke bawjud bhi
Log uski bato se bore hoke uss se dur rehna he pasand karte
Aur class me top karne ke bad bhi jab wo corridor me akela
Ek pillar ke pass roo raha tha
“Kaniksh! Kya hua bacche? Top karne bad bhi tum roo kyu rahe ho?”
Aur Kaniksh ki sari bate sun teacher kuch esi baat boli
Jis se uski zindagi badal gayi
“Beta tuje bhaut knowledge hai na, wo chidiya ko dekh
Bata wo kitna upar sakti hai”
“Zyada nahi ma’am wo chote pedo me rehti hai..300 feet jitna”
“Wo wo upar ud rahi eagle?”
“Wo to badalo ke bhi upar udd sakti hai 10,000 feet se bhi zyada”
Ab tum kud he soch Kanishk kya ek cheel (eagle) ko dukhi hona chaiye
Ki kuch choti si chidya uski dost nahi bani?
Bade log ki badi sooch ki waja se.. Aksar unke dost kam hote hai!

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Asli Dosto की 1 Pehchan ? Student Motivational Video #studymotivation #friendship

Asli Dosto की 1 Pehchan ? Student Motivational Video #studymotivation #friendship
Asli Dosto की 1 Pehchan ? Student Motivational Video #studymotivation #friendship

Download Status

Asli Dosto की 1 Pehchan ? Student Motivational Video | Friendship Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Asli Dosto की 1 Pehchan, friendship motivation, friendship motivational story, ow to identify true friend
? KahaaniWale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye kahani hai ek Topper ladki Rashmi ki
Jo hamesha kitabo me rehti thi
Aur isshi liye uska kabhi koi dost nahi bana!
Aur wo aksar akela mehsus karti
Lekin final exam shuru hone ke kuch mahino phele
“Rashmi, maths ke iss problem meri help karogi?”
Class ke Adit nam ke ladkne ne uss se madad mangi.
Aur Rashmi ke khushi se madad karne pe
Adit ne solve karne ko use aur problems di
Aur dhire dhire unki dost badhi aur sirf 2 mahino me
Rashmi usko apna best friend man ne legi..
Lekin Jaise he exam khatam hui,
Adit ne jaise apna raang badal diya
Rashmi se baat karna bilkul band kar diya
Aur achanak hue iss badlav se pareshan ek din
“Adit tum toh mere best ho na, tum muje baat tak nahi kar rahe”
“mai busy hu Rashmi!” bol kar Adit ke call katne par Rasmi rone lagi
Aur usko roote dekh jab Rashmi ke bhai ko sari baate pata chali
“Rashmi jab tumhe lage koi tumhe jan buch kar ignore kar raha hai
Baat karne par bhi baat tal raha hai,
Chahe kitna bhi dukh ho unse distance bana lo
Agar sacche dost honge toh unko tumhari kami mehsus hogi
Aur agar nahi hoti, matlab uss nakli matlabi dost ki expiry aa gayi hai
Kachre me jane do usko!