EK Student को पढाई का बोज ? Study Motivational Story #studymotivation

EK Student को पढाई का बोज ? Study Motivational Story #studymotivation
EK Student को पढाई का बोज ? Study Motivational Story #studymotivation

Download Status

EK Student को पढाई का बोज | Study Motivational Story for Students | Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
पढाई का बोज, padhai motivation,study motivation

? KahaaniWale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ye kahani hai ek Vikram ki
Jo padhai ke bouj me buri tarah se daab gaya tha
Aur ek din thaka hara school se tuition jane ke badle
Wo bunk kar, park me ja gusse se
aasman ki taraf dekh shikayat karne laga
“Hey Bhagwan! Ek student padh padh ke akhir kitna pade!
Boards ka tension upar se JEE ki preparation!
Mai mehnat karne se piche nahi hat ta
Par kal he mummy bimar ho gayi,
Usse se phele backbencher ne beywaja ladai karli
Ek ke bad ek musibate aati he jaa rahi hai!
Jao Muje nahi karni itni mehnat”
Aur tabhi ped me se awaz aati hai
“Give up karne se phele,kya ho agar mai tumse ye kahu
Ki tumhare boj se 100 guna bada boj
tumse kai gunah chota jeev uthata hai”
“Kon hai wo?” “Apne pairo ke pas dekho”
Vikram ne dekha ek choti si chiti aanaj ka ek bada sa dana leke ja rahi thi
“Apne hath se uske raste ko rok do” Aur Vikram ke hath rakhte he
Chiti ghum kar fir chalne lagi. “Firse uska rasta rok do”
Chiti fir ghum kar age badhti rahi!
“Bacche jab zindagi me musibate aye, iss chiti ki tarah
Hame apni mehnat ko roke bina, age badhte rehna hai
Kyoki padhai ka ye boj he bhavishya me hame takatwar banayega!”

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️

Topper Exam में Blank हो गया ? Exam Motivational Story #studymotivation #exammotivation

Topper Exam में Blank हो गया ? Exam Motivational Story #studymotivation #exammotivation
Topper Exam में Blank हो गया ? Exam Motivational Story #studymotivation #exammotivation

Download Status

Topper Exam में Blank हो गया ? Exam Motivational Story | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
Exam fear story in hindi, study motivation, topper exam motivation

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Vedant ne pure sal bhaut mehnat ki thi
Aur uski ki preparation bhi solid thi
Aur issi liye wo exam ke liye kafi confident tha
Par exam hall me jab use Question paper mila
Uski dhadkan teez ho gayi
Kyoki ek ke bad ek line me pure 10 Question
Vedant ko yaad he nahi aare the!
Usko laga wo fail ho jayega aur bina age ke question padhe
Himmat harke jab wo desk pe head down karke roone laga
Usko uske teacher ki sunayi kahani yaad ayi
“Baccho, imagine karo ek kamra jisme light chali gayi
Aur charo taraf andera ho gaya!
Kuch esa he hal hota hai hamare dimag ka jab koi problem aa jati hai
Hame kuch samaj nahi ata, kuch nahi dikhta
Par tabhi tum torch on kar dete ho
Aur sirf unchizo pe focus karte ho jo important hai!
Isshi tarah problem ki darkness me
Apni attention ki torch ko focus karo sirf un chizo pe
Jise tum control kar sako!
Aur Vedant jab himmat juta 11th question padhta hai
Waha se leke end tak sare questions usko aate the!