Ek बाप की Struggle ? Study Motivational Story #studymotivation

Click to rate this post!
[Total: 0 Average: 0]

Download Status

Ek बाप की Struggle ? Study Motivational Story + Study Motivation | Motivation QuoteShala | QuoteWale Bhaiya | KahaaniWale Bhaiya

? KahaaniWale Bhaiya Ka Namaste
Hindi Motivational Stories ka ek he destination, Motivation QuoteShala, pe aapka swagat hai.
Best Hindi Motivational Videos ke sath sath best motivational stories sab kuch yahi pe milega.

➡️ KahaaniWale Bhaiya Se Baat Chit Nahi Karoge?
? Instagram –
?️ Telegram –

✅ Topics Covered
baap ki struggle, motivational story for students, study motivation

? Quote Wale Bhaiya ne pyyar se likha hai Likha Hai
Ya kahani hai ek nalayak ladke Rahul ki,
Jisko padhai bilkul acchi nahi lagti thi
Lekin har waqt apne mummy papa ke samne kitab khol
Piche phone me game khel, padhne ka naatak karta
“Bhai aj tak tu game khelte kabhi pakda nahi gaya?” dost ne pucha
“Rony parents ko bewkoof bana na bhi ek skill hai”
Par ek din “Ye apko kya ho gaya!”
Rahul ne apne papa ko fate kapdo me dekh chillaya!
Unko kafi jaga se khoon bhi nikal raha tha
“Aj office se ghar ate waqt ek car se takkar ho gayi”
“Kya! Takkar Kaise?” Rahul ki mummy gabhra gayi
“Galti meri he thi Sharda, aj kal office me bhaut kam rahta hai
12 ghante toh de raha hu mai, par deadline ki waja se Ghar akar bhi,
Der raat tak jag jag kar project nipta raha hu
Usi chkkar me neend puri nahi ho rahi
Aur aj office se wapas ate wat bike pe halki si akh lag gayi
“Hey Bhagwan Ek hafte se back pain ke liye painkiller kha rahe ho”
“Kuch dino ki chutti lekar Thoda toh rest karlijiye”
“Arey rest karenge toh Rahul ko itna bade school me kaise padhayenge”
“Mummy bata rahi thi, tu bhi bhaut mehnat karta hai padhai mai
Beta Muje garv hai tujpe” aur ye sunkar Rahul roone lagta hai
Yaar agar tumhare papa pariwar ke liye 12 ghante kam kar sakte hai
Toh kya tum utna waqt padh bhi nahi sakte?

✅ Ye Video pasand aya hai toh ye bhi dil me ayega
Agg ? Motivation Videos @

? Ese he motivational quotes hindi me sun ne liye bane rahiye,
Motivation QuoteShala Se ?,
Quote Wale Bhaiya Hai Na, Apan Milkal Macha Denge ❤️